Friday, December 25, 2015

Stars without sheen...

Aasman mein sitare ha par unmein chamak nahin..
pocket mein paise ha par pet mein bhuk nahin...
ankh mein sapne ha par unhe safar tay karne ka mann nahin...
mann mein sawal ha par unke jawab nahin...
dil mein arzoo hai par saath wo nahin...
unko ek pal chune ki chahat ha par samne wo nahin...
jine ki tamana ha par saath unka nahin...
saath nibhana ha par saath nibhane ke liye humsafar nahin...

sayad isliye aasman mein tare ha par unmein chamak nahin...chamak nahin...

No comments: