Sunday, May 29, 2016

Musafir-

Ek musafir hun...
aaj yahan kal kahin aur...
Aaj waqt mein to kal lamhon mein...
aaj kisi anjan safar mein to kal kisi virane rastein mein...
Bayan karta hun yaadon ko kabi kahani mein to kabi kisi tasveer mein...
Musafir hun... aaj yahan to kal kahin aur... musafir hun..

No comments: