Friday, August 17, 2018

Stray thoughts

Kya Jeet kya haar...
Jeevan ek sansar ha...

Kya tum kya mein....
Hum Sab Jude bandhe ek dorr se hain..

Kya hawa kya nadi...
Sab ek hi prakriti ke roop hain..

Kya bhaya kya lalach...
Sab Insaan ki kamjori ke prateek hai...

Kya laye the kya le jaoge..
Sab upar wale ki den ha...

Jeevan bas ek sansar ha...

No comments: